% \startsong \stitle{jab se tumhe.n dekhaa hai aa.Nkho.n me.n tumhii.n tum ho}% \film{Gharaana}% \year{1961}% \starring{Rajendra Kumar, Raaj Kumar, Asha Parekh}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10703 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: jab se tumhe.n dekhaa hai aa.Nkho.n me.n tumhii.n tum ho aa \: ham bhii yahii kahate hai.n saa.Nso.n me.n tumhii.n tum ho ra \: aa ga_e pyaar ke din bekhudii chhaane lagii aa \: mastiyaa.N jhuum uThii.n zindagii gaane lagii \-2 ra \: dil ke na_e naGamo.n kii taano.n me.n tumhii.n tum ho aa \: jab se tumhe.n dekhaa \threedots jab se chaahaa hai tumhe.n bhiigaa\-bhiigaa hai samaa.N ra \: jab se chaahaa hai tumhe.n har nazaaraa hai javaa.N \-2 aa \: dil me.n tumhii.n rahate ho yaado.n me.n tumhii.n tum ho ra \: jab se tumhe.n dekhaa \threedots diip Kushiyo.n ke sadaa dil me.n jalate hii rahe.n \-2 aa \: pyaar kii duniyaa me.n ham saath chalate hii rahe.n ra \: kyuu.N na mile ma.nzil jab raaho.n me.n tumhii.n tum ho ham bhii yahii kahate \threedots aa \: jab se tumhe.n dekhaa \threedots % #endindian \endsong