% \startsong \stitle{##boot polish## karawaa le baabuu}% \film{Ghar Ki Izzat}% \year{1948}% \starring{Mumtaz Shanti, Dilip Kumar, Jeewan, Manorma, Dixit}% \singer{Meena Kapoor}% \music{Pt Gobindram}% \lyrics{I C Kapoor}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12309 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % ( ##boot polish## karawaa le baabuu ##boot polish## karawaa le ##boot polish## karawaa le ) \-2 o jaane waale dekh chamaacham darapan tujhe pukaare \-2 ##boot polish## karawaa le ##boot polish## karawaa le baabuu ##boot polish## karawaa le \-2 jyuu.N-jyuu.N chamake ##boot##tumhaare qisamat merii jaage qisamat merii jaage jyuu.N\-jyuu.N chamake ##boot##tumhaare qisamat merii jaage tere buuTo.n ke sa.ng me.n ho meraa jiiwan bhaage daulatawaale hote hai.n majabuuro.n ke rakhawaale \-2 ##boot polish## karawaa le ##boot polish## karawaa le baabuu ##boot polish## karawaa le \-2 aashaa ke do aa.Nsuu aa.Nkho.n me.n hii piine de \-2 laakh du_aaye.n de.nge tujhako majabuuro.n ko jiine de \-2 ham bhii tere desh ke hai.n o daataa rahane waale \-2 ##boot polish## karawaa le ##boot polish## karawaa le baabuu ##boot polish## karawaa le \-2 % #endindian \endsong %