% \startsong \stitle{##love love love## mujhe ##love## ho gayaa hai}% \film{Hindustaan Ki Qasam}% \year{1999}% \starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}% \singer{Abhijit, Purnima}% \music{Sukhwinder Singh}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % he ##love love love## mujhe ##love## ho gayaa hai ##love## me.n jo hotaa hai vo sab ho gayaa hai naa mai.n jaanuu.n naa tuu jaane naa mai.n jaanuu.n he he naa tuu jaane jaane kaise kahaa.n kyaa kab ho gayaa hai la la la ##love love love## \threedots tuu chalaa jaa_e jaan bhii merii tere saath chalii jaa_e tuu jo chalaa jaa_e jaan bhii merii tere saath chalii jaa_e tera aanaa teraa jaanaa tera aanaa ho teraa jaanaa dil ke aane jaane kaa sabab ho gayaa hai haay he ##love love love## \threedots chal o dilajaanii tujhako mai.n tujhase churaa ke le jaa_uu.n aa o o merii raanii naino.n kii Dolii me.n biThaa ke le jaa_uu.n aajaa mere piichhe piichhe aajaa mere he he he piichhe piichhe teraa sab kuchh meraa ab ho gayaa hai he he haa.n haa.n haa.n ##love love love## \threedots suno diivaane mere paas na aanaa mujhe kuchh ho jaa_egaa sun o hasiinaa duur na jaanaa mujhe kuchh ho jaa_egaa kuchh bhii kar lo kuchh bhii kah lo saarii baato.n kaa ye matalab ho gayaa hai are ##love love love## \threedots % #endindian \endsong