% \startsong \stitle{mhaare hiva.Daa me.n naache mor tak thaiyaa}% \film{Hum Saath Saath Hain/ We Stand United}% \year{1999}% \starring{Salman Khan, Saif Ali Khan, Mohanish Behl, Tabu, Karisma Kapoor, Sonali Bendre}% \singer{Kavita Subramaniam, Hariharan, Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Udit Narayan}% \music{Ram Laxman}% \lyrics{R Kiran}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mhaare hiva.Daa me.n mhaare hiva.Daa me.n naache mor tak thaiyaa thaiyaa bha.nvare ne machaayaa shor khilii dil kii kaliyaa.n badalaa mausam badale nazaare yaa badalaa hai najariyaa mhaare hiva.Daa me.n \threedots tuu na_ii navelii dulhan hai teraa ruup pyaar kaa darpan hai o tere me.nhadii se tere gajare se mahakaa mahakaa meraa jiivan hai mere savaalo.n kaa javaab ban ke tuu aa_ii sajaniyaa o mhaare hiva.Daa me.n \threedots aisii ba.ndhii pyaar kii Dor hu_ii mai.n baa.nvariyaa badalaa mausam badale \threedots ye pyaar kaa saavan aayaa hai sa.ng priit kaa mausam laayaa hai o jo dil me.n chhupaa ke rakhaa thaa vo raaz labo.n par aayaa hai dil me.n basaa ke apanaa banaa ke le chalo prem nagariyaa mhaare hiva.Daa me.n \threedots chaahe le jaa_o jis or sa.ng chaluu.ngii saiyaa.n badalaa mausam badale \threedots ye chaa.Nd sitaaro.n kii baaraat laa_ii hai gha.Dii suhaanii kyaa baat hai mere saath hai mere sapano.n kii raanii baraso.n sataayaa tuune chain churaayaa mai.n aaj na chho.Duu.n ba_iyaa.n haa.n haa.n o ho huu.n huu.n % #endindian \endsong