% \startsong \stitle{ye to sach hai ke bhagavaan hai}% \film{Hum Saath Saath Hain/ We Stand United}% \year{1999}% \starring{Salman Khan, Saif Ali Khan, Mohanish Behl, Tabu, Karisma Kapoor, Sonali Bendre}% \singer{Hariharan, Ghanshyam Vasvani, Pratima Rao, Santosh Tiwari}% \music{Ram Laxman}% \lyrics{Ravindra Rawal}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ye to sach hai ke bhagavaan hai hai magar phir bhii anjaan hai dharatii pe ruup maa.N baap kaa us vidhaataa kii pahachaan hai ye to sach hai ke \threedots janmadaataa hai.n jo naam jinase milaa thaamakar jinakii u.ngalii hai bachapan chalaa o kaa.ndhe par baiThake jinake dekhaa jahaa.n GYaan jinase milaa kyaa buraa kyaa bhalaa itane upakaar hai.n kyaa kahe.n ye bataanaa na aasaan hai dharatii pe ruup \threedots janm detii hai jo maa.N jise jag kahe apanii sa.ntaan me.n praaN jisake rahe.n o loriyaa.n ho.nTho.n par sapane bunatii nazar nii.nd jo vaar de ha.Ns ke har dukh sahe mamataa ke ruup me.n hai prabhuu aapase paayaa varadaan hai dharatii pe ruup \threedots aapake khvaab ham aaj hokar javaa.n us param shakti se karate hai.n praarthanaa o inakii chhaayaa rahe rahatii duniyaa talak ek pal rah sake.n ham na jinake binaa aap dono.n salaamat rahe.n sabake dil me.n ye aramaan hai dharatii pe ruup \threedots % #endindian \endsong