% \startsong \stitle{TuuTe hu_e dil ko ulfat kaa bas itanaa fasaanaa}% \film{Hamari Manzil}% \year{1949}% \starring{Nirupa Roy, Prem Adeeb, Gop, Yashodhara Kataju, Badri Prasad}% \singer{Rafi}% \music{Husnlal Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi/Rajinder Krishan?}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10405 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % TuuTe hu_e dil ko ulfat kaa bas itanaa fasaanaa yaad rahaa bas itanaa fasaanaa yaad rahaa TuuTe hu_e dil ko ulfat kaa mai.n saaraa zamaanaa bhuul gayaa \-2 ik unakii duniyaa yaad rahii \-2 vo merii hii duniyaa bhuul gayaa aur saaraa zamaanaa yaad rahaa TuuTe hu_e dil ko \threedots jaanaa thaa unhe.n chale jaate \-2 par yaad bhii apanii le jaate kyo.n aag bujhaanaa bhuul ga_e aur aag lagaanaa yaad rahaa TuuTe hu_e dil ko \threedots % #endindian \endsong