% \startsong \stitle{vo din yaad karo}% \film{Hamrahi}% \year{1963}% \starring{Rajendra Kumar, Jamuna}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10938 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: vo din yaad karo \-2 vo chhup\-chhup ke milanaa vo ha.Nsanaa\-ha.Nsaanaa vo din yaad karo la \: vo din yaad karo \-2 vo phuulo.n kii chhai.nyaa vo mausam suhaanaa vo din yaad karo ra \: phirate the aazaad ham to chaman me.n \-2 chaa.Nd aur suuraj hai.n jaise gagan me.n ab to ye jiivan hai ulajhan kii siimaa dha.Dake meraa dil ab dhiimaa\-dhiimaa vo din yaad \threedots la \: jab mai.n kalii thii tab hii bhalii thii \-2 naa ko_ii Gam thaa naa bekalii thii merii galii se teraa guzaranaa naino.n ke raste dil me.n utaranaa vo din yaad \threedots ra \: ham to vahii.n hai.n din vo kahaa.N hai.n dil to hamaare ab bhii javaa.N hai.n dil me.n hii ta.Dape aramaan saare pyaase ke pyaase nadiyaa kinaare vo din yaad \threedots % #endindian \endsong