% \startsong \stitle{o dilabar jaani_e tere hai.n ham tere}% \film{Haseena Maan Jayegi}% \year{1968}% \starring{Shashi Kapoor, Babita, Amita, Johny Walker}% \singer{Rafi}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Prakash Mehra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11066 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % o dilabar jaani_e tere hai.n ham tere \-2 chhupaa le.nge in aa.Nkho.n me.n sanam ham Gam tere o dilabar jaani_e \threedots yuu.N baat baat\-baat pe tum ruuThaa na karo dil to.D to.D\-to.D mazaa luuTaa naa karo o jaan\-e\-jaanaa.N ye to hai rusvaa_ii pyaar kii in baato.n se ba.Dh jaa_egii maha.Ngaa_ii pyaar kii Dhuu.NDhe nahii.n paa_ogii tum baazaar me.n aashiq dau.De.nge ##fifty sixty## kii raftaar se aashiq phir naam le ke pyaar kaa tum gaayaa karogii sar pho.D ke diivaaro.n se ( chillaayaa karogii ) \-3 o dilabar jaani_e \threedots o bevafaa tuune mujhe kahii.n kaa na chho.Daa tuu Gussaa jo karatii hai karale pyaar bhii tho.Daa tere binaa jiinaa meraa jiinaa hai kyaa jiinaa ta.Dapuu.Ngaa mai.n jab aa_egaa saavan kaa mahiinaa ye husn bhii kyaa husn hai jo ishq naa jaane diladaar ko aur yaar ko bilkul naa pahachaane merii vafaa ek din aisaa ra.ng laa_egii ye naazanii.n zaalim ( hasiinaa maan jaa_egii ) \-3 o dilabar jaani_e \threedots o dilabar soNi_e tere hai.n ham tere % #endindian \endsong