% \startsong \stitle{mai.n jaan tujhe ga_ii sa_iiyaa.N haT chho.D de}% \film{Howrah Bridge}% \year{1958}% \starring{Ashok Kumar, Madhubala, K N Singh}% \singer{Rafi, Shamshad}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10522 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sha \: mai.n jaan tujhe ga_ii sa_iiyaa.N haT chho.D de merii ba_iiyaa.N matalab ke yaar diyaa mujhako maar ab kaahe pa.Dat morii pa_iyaa.N mai.n jaan ga_ii tujhe \threedots ra \: tuu mast ghaTaa mai.n baadal tuu aa.Nkh hai mai.n huu.N paagal tuu saa.Ns mai.n terii Kushbuu tere pyaar ne kar diyaa paagal sha \: mai.n jaan ga_ii tujhe \threedots ra \: tuu chaa.Nd kahe to laa duu.N taaro.n se maa.Ng sajaa duu.N hai pyaar mujhe bhii kitanaa mai.n chiir ke dil dikhalaa duu.N sha \: mai.n jaan ga_ii tujhe \threedots ra \: tere gaal pe jo bhii til hai meraa pyaar bharaa vo dil hai mai.n raahii huu.N matavaalaa tuu pyaar bharii ma.nzil hai sha \: mai.n jaan ga_ii tujhe \threedots % #endindian \endsong