% \startsong \stitle{priit jagaa ke miit banaa ke bhuul na jaanaa}% \film{Hulchul}% \year{1951}% \starring{Dilip Kumar, Nargis, Balraj Sahni}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Mohammed Shafi}% \lyrics{Khumar Barabankwi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10329 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % la \: priit jagaa ke miit banaa ke bhuul na jaanaa ra \: suno jii bhuul naa jaanaa priit jagaa ke miit banaa ke bhuul na jaanaa la \: suno jii bhuul naa jaanaa ra \: ho samaa.N hai pyaar kaa rut hai suhaanii la \: dulhan banii hai raat kii raanii \-2 ra \: jiivan biinaa jab tak baaje ho yuu.N hii hilamil gaanaa la \: suno jii bhuul naa jaanaa phuul na kumhalaa jaa_e khil ke \-2 ra \: ho naa judaa ( aapas me.n mil ke ) \-2 la \: dha.Dakan ban ke dil me.n rahanaa aa.Nkho.n me.n bas jaanaa ra \: suno jii bhuul naa jaanaa ra \: aa badal naa jaanaa jag ke Dar se la \: bane hai.n saathii jiivan bhar ke \-2 ra \: priit kii dushman hai ye duniyaa ho duniyaa ko Thukaraanaa la \: suno jii bhuul naa jaanaa do \: priit jagaa ke \threedots % #endindian \endsong