% \startsong \stitle{niilii\-niilii ghaTaa o bhiigii\-bhiigii havaa}% \film{Hum Hindustani}% \year{1960}% \starring{Sunil Dutt, Asha Parekh, Joy Mukherjee}% \singer{Mukesh, Asha}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{K Manohar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10464 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa \: niilii\-niilii ghaTaa o bhiigii\-bhiigii havaa hai nashaa hii nashaa kahii.n kho jaa_e.N aa mu \: niilii\-niilii ghaTaa \threedots palako.n chhalake gaalo.n pe Dhalake saavan kii buu.Ndo.n me.n cha.nchal ishaare hai.n aa \: samajho ishaaraa de do sahaaraa tum bhii hamaare ho ham bhii tumhaare hai.n aa jhuume.n zaraa niilii\-niilii ghaTaa \threedots laharo.n kaa aa.Nchal saahil pe Dole barakhaa kii raanii bhii zulfo.n ko khole mu \: laharo.n me.n kho jaa ojhal tuu ho jaa ma.nzil ye apanii hai dil meraa bole hai aa jhuume.n zaraa niilii\-niilii ghaTaa \threedots mausam kaa jaaduu dil hai beqaabuu bahake qadam hai.n kyuu.N hogaa aur aage kyaa aa \: jannat yahii hai mujhako yaqii.n hai pahaluu me.n tuu jo hai dil aur maa.nge kyaa aa jhuume.n zaraa do \: niilii\-niilii ghaTaa \threedots % #endindian \endsong