% \startsong \stitle{kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai}% \film{Hamara Sansar}% \year{1945}% \starring{Jiwan, Ranjana, Umakant, Rajkumari, Shukla, Sushil Kumar}% \singer{Zohra Bai}% \music{Gobindram}% \lyrics{Ramesh Gupta}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12171 [V S Rawat] % \printtitle #indian % kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai \-2 kaun man pe mere chhaaye jaa rahaa hai kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai kaun barakhaa kii kaalii\-kaalii raat me.n \-2 ban ke saayaa chal rahaa hai saath me.n \-2 kaun diipak ban ke raah dikhalaa rahaa hai kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai \-2 ko_ii saathii na thaa ko_ii miit naa thaa \-2 mere suunii viinaa me.n ko_ii giit naa thaa \-2 kaun miiThe suro.n se ye gaaye jaa rahaa hai \-2 kaun man ko mere lubhaaye jaa rahaa hai \-2 kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai \-2 % #endindian \endsong