% \startsong \stitle{ye pyaar hai ik nashaa ... aakhir pyaar to karanaa hai}% \film{Indian}% \year{2001}% \starring{Sunny Deol, Shilpa Shetty}% \singer{Sunidhi Chauhan, Richa Sharma, Chorus}% \music{Anand Raj Anand}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ye pyaar hai ik nashaa zi.ndagii kaa naa pyaar se bach sakaa dil kisii kaa honaa hai honaa hai pyaar kabhii to honaa hai khonaa hai khonaa hai dil kabhii to khonaa hai ta.Dapanaa hai tarasanaa hai aakhir pyaar to karanaa hai holedo holededo ye pyaar hai \threedots ba.nd rahakar ye zabaa.n karatii hai baate.n yahaa.N haa.n ba.Dii hii mushkil se kaTatii hai.n raate.n yahaa.N kyaa a.njaam se Daranaa hai aakhir pyaar to karanaa hai holedo holededo \threedots pyaar me.n hai.n mastiyaa.N mast ho jaa pyaar me.n jo mazaa ikaraar me.n vo kahaa.N inkaar me.n itanaa kyuu.n sisakataa hai aakhir pyaar to karanaa hai holedo holededo \threedots dard bhii mil jaa_e to hai gavaaraa pyaar me.n ik khushii kaa aasamaa.n hai itane se ikaraar me.n kyuu.n kar aahe.n bharanaa hai aakhir pyaar to karanaa hai holedo holededo ye pyaar hai \threedots % #endindian \endsong