% \startsong \stitle{maathe pe chamake isake ... meraa yaar diladaar ba.Daa soNaa}% \film{Jaanwar}% \year{1999}% \starring{Akshay Kumar, Karisma Kapoor}% \singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik, Jaspindar Narula, Sukhvindar Singh}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % chikaa chikaa chik chik maathe pe chamake isake suuraj kii laalii ho.nTho.n se chhalake dekho mastii kii pyaalii balakhaa_e aise jaise champaa kii Daalii isakii adaa_e.n saare jag se niraalii meraa yaar diladaar ba.Daa soNaa mai.n dekhuu.n baar baar isako kiraNe.n luTaa_e.n dekho chaaro.n dishaa_e.n khushbuu kaa jho.nkaa le ke aa_e.n havaa_e.n chaahat ke ra.ngo.n se hai.n ra.ngii.n fizaa_e.n saare jahaa.N se kahatii merii nigaahe.n meraa yaar diladaar ba.Daa soNaa mai.n de duu.n saaraa pyaar isako maahii meraa maahii merii ji.nd merii jaan ve terii is adaa pe ho gayaa mai.n qurbaan ve chikaa chikaa chik chik gore gore ra.ng isake niile niile nainaa dekhe binaa ab to kahii.n aa_e nahii.n chainaa haay resham jaise a.ng isake gesuu jaise baadal dil ko diivaanaa kare dhaanii dhaanii aa.Nchal shokh bahaaro.n sii lagatii hai isakii har a.nga.Daa_ii ho meraa yaar diladaar \threedots Dhol sajaNaa hai duniyaa ba.Dii bepiir ve bichha.Degii raa.njhaNaa se kabhii bhii na hiir ve shahanaa_ii kii saragamo.n sii miiThii terii baate.n dekhuu.n mai.n khvaabo.n me.n shaadii Dolii baaraate.n yaaraa tere saath merii shaam hai si.nduurii naa to ko_ii pyaas hai naa chaahat hai adhuurii sau.n rab dii ik pal bhii ab to sahanii nahii.n judaa_ii meraa yaar diladaar \threedots % #endindian \endsong