% \startsong \stitle{uu.nchii hai ##building lift## terii ba.nd hai}% \film{Judwaa}% \year{1996}% \starring{Salman, Karisma, Rambha, Kader, Anupam, Shakti, Bindu}% \singer{Annu Malik, Poornima}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Dev Kohli}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % uu.nchii hai ##building lift## terii ba.nd hai kaise mai.n aa_uu.n dil razaama.nd hai aajaa aajaa aajaa ##band## baajaa leke aajaa terii yaad sataa_e duulhe raajaa ab to aajaa kaise mai.n aa_uu.n \threedots tere vaaste dau.D kar aa_uu.ngaa mai.n sau sii.Dhiyo.n ko bhii cha.Dh jaa_uu.ngaa mai.n tuu meraa dilabar hai aanaa pa.Degaa tujhe meraa nakharaa uThaanaa pa.Degaa aayaa tuufaan hai mushkil me.n jaan hai aanaa mai.n chaahuu.n dil be_iimaan hai uu.nchii hai ##building## \threedots tuu aage aage mai.n piichhe piichhe chumbak kii tarah tuu mujhako khii.nche kahaa.n jaa rahaa hai a.nkhiyo.n ko mii.nche ##micheal## kii ##cycle## ke aa_egaa niiche utanii hii duur tuu jitanii kariib hai aa.Nkh maaratii hai la.Dakii ajiib hai mumba_ii ba.nd hai ##train## nahii.n chalatii bijalii ba.nd hai batii bhii gul hai kaise mai.n aa_uu.n \threedots % #endindian \endsong