% \startsong \stitle{ham laakh chhupaa_e.n pyaar magar duniyaa ko}% \film{Jaan Tere Naam}% \year{1992}% \starring{Ronit Roy, Farheen, Balwindar, Navneet Nishan, John David, Sachin Mane}% \singer{Kumar Sanu, Asha}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Rani Malik}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ham laakh chhupaa_e.n pyaar magar duniyaa ko pataa chal jaa_egaa lekin chhup chhup ke milane se milane kaa mazaa to aa_egaa tum kitane bhole bhaale ho har baat ko khel samajhate ho mai.n jab duniyaa kii kahataa huu.N tum apane dil kii kahatii ho yah pyaar hamaaraa rab jaane ( jaane kyaa ra.ng laa_egaa ) \-2 lekin chhup chhup ke \threedots ye mast havaa mahakii ye fizaa aa.Nkho.n me.n nashaa saa chhaataa hai ik ra.ng Kushii kaa aataa hai ik ra.ng Kushii kaa jaataa hai ye miiThaa miiThaa dard mujhe din raat yuu.N hii ta.Dapaa_egaa lekin chhup chhup ke \threedots tum in baa.Nho.n ke ghere me.n aa.Nkhe.n band karake so jaa_o kal kyaa hogaa ye bhuul ke tum miiThe sapano.n me.n kho jaa_o mai.n rakhavaalaa is tan man kaa jo hogaa dekhaa jaa_egaa lekin chhup chhup ke \threedots % #endindian \endsong