% \startsong \stitle{##We want romance period## maanaa ke ##college## me.n}% \film{Jaan Tere Naam}% \year{1992}% \starring{Ronit Roy, Farheen, Balwindar, Navneet Nishan, John David, Sachin Mane}% \singer{Kumar Sanu, Chorus}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Surendra Sathi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ##We want romance period. Love and Dance period## maanaa ke ##college## me.n pa.Dhanaa chaahi_e pa.Dhanaa chaahi_e likhanaa chaahi_e ##romance## kaa bhii ek ##lecture## honaa chaahi_e jo ho ##romance period, love and dance period## \-2 maanaa ke ##college## me.n \threedots lailaa majanuu.n hiir raa.njhaa sabako pa.Dhaayaa jaa_e ##Romeo Juliet## shiirii aur farahaad banaayaa jaa_e ##Doctor Engineer## kii tarah aashiq bhii banaayaa jaa_e har aashiq ko ##medal## are milanaa chaahi_e ##romance## kaa bhii ek \threedots ##college## me.n ##romance## kaa ##teacher## bhii ho kuchh ##romantic## bas ek sanam chaahi_e ye ye aashiqii ke li_e ##classes## me.n taiyaar kare to vo jaakar ke na_e aashiq naache gaa_e roz manaa_e ##college## me.n vo ##picnic## har ##teacher## ne bhii pyaar karanaa chaahi_e likhanaa chaahi_e pa.Dhanaa chaahi_e ##romance## kaa bhii ek \threedots pyaar muhabbat kaa ##subject## ho sabake li_e zaruurii \-2 har ##college## me.n dilavaalo.n ke biich na ho ko_ii duurii pyaar binaa na ho sakatii hai kabhii pa.Dhaa_ii puurii dil denaa chaahi_e dil lagaanaa chaahi_e pa.Dhanaa chaahi_e ##romance## kaa bhii ek \threedots % #endindian \endsong