% \startsong \stitle{nigaahe.n niichii ki_e ... mahake hu_e tere lab ke gulaab}% \film{Jaisi Karni Waisi Bharni}% \year{1989}% \starring{Govinda, Kimi, Shakti Kapoor, Shoma Anand, Gulshan Grover, Kader Khan}% \singer{Sadhana Sargam, Mohammed Aziz}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % nigaahe.n niichii ki_e sar jhukaa_e baiThe ho tumhii.n to ho jo meraa dil churaa_e baiThe ho mahake hu_e tere lab ke gulaab ba.Dhataa hu_aa teraa kamasin shabaab teraa a.nguurii tan jo hu_aa hai haay re aaj paanii bhii madiraa hu_ii hai rok paa_egii kyaa mujhako sharm\-o\-hayaa dil me.n dabataa nahii.n aisaa tuufaa.n uThaa la.Dake had se guzarane lage hai.n haay re kalii bha.nvare pe marane lagii hai milanaa zaruurii hu_aa do dilo.n kaa milane ke raste nikaale jismo.n ne jo faasale chun li_e the dil ne vo khud to.D Daale chaa.Nd taaro.n kii kyaa hai zaruurat mujhe tere tan ke bahut hai.n ujaale dil chhuu ga_ii terii tiikhii nazar tiikhii nazar kar ga_ii kyaa asar tan me.n a.ngaaraa dahakaa hu_aa hai haay re aaj man hai ke ho aaj man hai ke bahakaa hu_aa hai suuraj ye bolaa kalii tuu khil jaa kiraNo.n ke haar tujhe duu.ngaa baadal ye bolaa kalii tuu khil jaa na_ii bahaar tujhe duu.ngaa bha.nvare ne kahaa kuchh bhii duu.ngaa nahii.n mai.n to teraa pyaar luu.ngaa kahanaa sun bha.nvare kaa ha.Ns ke khil ga_ii kalii kisii laalach kii baat naa kalii par chalii pyaar dekar nikharane lagii hai haay re kalii bha.nvare pe marane \threedots % #endindian \endsong