% \startsong \stitle{begaanii shaadii me.n abdullaa diivaanaa}% \film{Jis Desh Mein Gangaa Behti Hai}% \year{1960}% \starring{Raj Kapoor, Padmini, Pran, Lalita Pawar}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10886 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % la \: begaanii shaadii me.n abdullaa diivaanaa aise manamaujii ko mushkil hai samajhaanaa hai naa begaanii shaadii me.n \threedots dulhan banuu.Ngii mai.n Dolii cha.Dhuu.Ngii mai.n duur kahii.n baalam ke dil me.n rahuu.Ngii mai.n tum to paraa_e ho yuu.N hii lalachaa_e ho jaane kis duniyaa se jaane kyuu.N aa_e ho \-2 begaanii shaadii me.n \threedots laharaatii jaa_uu.N mai.n bal khaatii jaa_uu.N mai.n kha.Dii\-kha.Dii raste me.n paayal bajaa_uu.N mai.n palake.n bichhaa_uu.N mai.n dil me.n bulaa_uu.N mai.n samajhe na kuchh bhii vo kaise samajhaa_uu.N mai.n \-2 begaanii shaadii me.n \threedots mu \: begaanii shaadii me.n abdullaa diivaanaa dil kii in baato.n ko mushkil hai samajhaanaa apanaa begaanaa kaun jaanaa anajaanaa kaun apane dil se puuchho dil ko pahachaanaa kaun pal me.n luT jaataa hai yuu.N hii bah jaataa hai shaadii kisii kii ho ( apanaa dil gaataa hai ) \-2 begaanii shaadii me.n \threedots % #endindian \endsong