% \startsong \stitle{merii kahaanii bhuulane vaale teraa jahaa.N aabaad rahe}% \film{Deedar}% \year{1951}% \starring{Dilip Kumar, Ashok Kumar, Nargis, Nimmi}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % merii kahaanii bhuulane vaale teraa jahaa.N aabaad rahe, merii kahaanii terii khushii par mai.n miT jaauu.n duniyaa terii aabaad rahe merii kahaanii mere giit sune duniyaa ne magar meraa dard koI na jaan sakaa ek teraa sahaaraa thaa dil ko par tuu bhii na mujhe pahachaan sakaa bachapan ke vo giit puraane aaj tujhe na yaad rahe merii kahaanii mai.n apanaa fasaanaa kah na sakaa mere dil kii tamannaa dil me.n rahii lo aaj kinaare par aake aramaano.n kii kashtii Duub ga_ii qismat ko ma.nzuur yahii thaa lab par mere fariyaad rahe merii kahaanii % #endindian \endsong %