% \startsong \stitle{ulajh gayaa jiyaa meraa naino.n ke jaal me.n}% \film{Jaadoo}% \year{1951}% \starring{Nalini Jaywant, Suresh}% \singer{Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12065 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ulajh gayaa jiyaa meraa naino.n ke jaal me.n \-2 ba.Dii bholii thii aa ga_ii mai.n \-2 baalam kii chaal me.n ulajh gayaa ulajh gayaa jiyaa meraa naino.n ke jaal me.n \-2 o o o o o o o o ( maine to laakh chaahaa dil naa lagaa_uu.N dil na lagaa_uu.N ) \-2 ( najaro.n kii maar bhalaa kaise bhulaa_uu.N kaise bhulaa_uu.N ) \-2 mai.n pa.D ga_ii haay raamaa kaise ja.njaal me.n mai.n pa.D ga_ii \-2 haay raamaa kaise ja.njaal me.n ulajh gayaa jiyaa meraa naino.n ke jaal me.n \-2 o o o o o o o o ( baiThii huu.N piyaa tujhe man me.n basaaye man me.n basaaye ) \-2 ( dha.Dake hai dil meraa ni.ndiyaa naa aaye ) \-2 tuu bas gayaa dhiire\-dhiire mere Kayaal me.n tuu bas gayaa \-2 dhiire\-dhiire mere Kayaal me.n ulajh gayaa jiyaa meraa naino.n ke jaal me.n \-2 ba.Dii bholii thii aa ga_ii mai.n baalam kii chaal me.n ulajh gayaa % #endindian \endsong