% \startsong \stitle{idhar se dekho ... ye la.Dakii nahii.n ye banaaras kaa paan hai}% \film{Khullam Khulla Pyaar Karen}% \year{2001}% \starring{Govinda, Priti Zinta}% \singer{Sonu Nigam, Bela Sulakhe}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % % \printtitle #indian % idhar se dekho udhar se dekho dekho chaahe.n jidhar se dekho kamasin hai shokh hai hasiin hai javaaan hai dil meraa dil yaaro.n isape kurbaan hai ye la.Dakii nahii.n ye banaaras kaa paan hai aashiq diivaanaa hai paagal naadaan hai niiyat se lagataa mujhe ye be_iimaan hai are isako bachaa isakii khatare me.n jaan hai ye ko_ii premii mujhe dilaphe.nk lagataa hai naa to dil se naa shakal se nek lagataa hai ise ho.nTho.n pe apane sajaa kar rakhuu.n ise daa.Nto.n tale mai.n dabaa ke rakhuu.n ye to javaanii ke katthe kii dukaan hai ye la.Dakii nahii.n ye \threedots dil me.n haa.N ho.nTho.n pe naa mahabuub hotii hai ye hasiino.n kii adaa bhii khuub hotii hai are are mai.n chiiz kyaa huu.N ye jaane nahii.n ba.Daa ziddii anaa.Dii hai maane nahii.n tevar se mere abhii ye a.njaan hai are isako bachaa \threedots % #endindian \endsong