% \startsong \stitle{jab tuu muskuraatii hai ... ko_ii mere dil se puuchhe}% \film{Koi Mere Dil Se Poochhe}% \year{2001}% \starring{Aftaab Shivdasani, Isha Deol, Sanjay Kapoor, Jaya Bachchan, Anupam Kher}% \singer{Udit Narayan/ Udit Narayan, Pamela Jain}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Ibrahim Ashq}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % % \printtitle #indian % %Part 1: % jab tuu muskuraatii hai bijalii bhii sharamaatii hai palake.n jab uThaatii hai duniyaa Thahar jaatii hai tere ra.ng ne tere Dha.ng ne tere sa.ng ne kiyaa kyaa ko_ii mere dil se puuchhe ko_ii mere dil se puuchhe % %Part 2: % jab tuu muskuraatii hai bijalii bhii sharamaatii hai palake.n jab uThaatii hai duniyaa Thahar jaatii hai tere ra.ng ne tere Dha.ng ne tere sa.ng ne kiyaa kyaa ko_ii mere dil se puuchhe ko_ii mere dil se puuchhe jab tuu muskuraatii \threedots aisii terii rachanaa sochataa rah gayaa jaise ko_ii sapanaa dekhataa rah gayaa tujhe gar chhuu luu.N mauj me.n jhuuluu.N terii chaah me.n merii aah me.n is raah me.n milaa kyaa ko_ii mere dil se puuchhe terii do aa.Nkhe.n mere dono.n jahaa.n bas gayaa iname.n jaa_uu.N ab mai.n kahaa.N karake diivaanaa ab nahii.n jaanaa tere pyaar me.n intazaar me.n ikaraar me.n hu_aa kyaa chup rahaa dil ye aur sab kah gayaa jaise ko_ii dariyaa josh me.n bah gayaa ruk nahii.n paa_uu.N bahatii jaa_uu.N mai.n machal ga_ii mai.n sambhal ga_ii ke badal ga_ii hu_aa kyaa ko_ii mere dil se puuchhe jab tum muskuraate ho man ke diip jalaate ho jab tum paas aate ho ma.nzil na_ii dikhaate ho mai.n nikhar chalii mai.n sa.nvar chalii mai.n kidhar chalii pataa kyaa ko_ii mere dil se puuchhe % #endindian \endsong