% \startsong \stitle{dhin taaNaa ... terii chunarii banno laakho.n kii}% \film{Kahin Pyaar Na Ho Jaaye}% \year{2000}% \starring{Salman Khan, Rani Mukerji, Ravina Tondon, Jackie Shroff, Puuja Batra}% \singer{Kumar Sanu, Chorus}% \music{Himesh Reshammiya}% \lyrics{Sudhakar Sharma}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % he he he he dhin taaNaa dhin taaNaa dhin dhin tere bin naa lagegaa dil tere bin terii chunarii banno laakho.n kii terii bi.ndiyaa banno laakho.n kii terii chuu.Dii banno laakho.n kii terii paayal banno laakho.n kii par teraa dil merii banno hai anamol anamol dhin taaNaa \threedots teraa jo mukha.Daa hai ye chaa.Nd kaa TukaDaa hai ye bhuule se bhuule se bhuulaa jaa_e naa jaa_e naa ye si.ngaar ye nikhaar ye milan kaa khumaar kahane se kahane se kahaa jaa_e naa dhin taaNaa \threedots teraa Tiikaa banno laakho.n kaa teraa chhallaa banno laakho.n kaa teraa ka.nganaa banno laakho.n kaa teraa jo.Daa banno laakho.n kaa par teraa dil merii banno hai anamol anamol he dhin taaNaa \threedots aaj din hai bidaa_ii kaa aaj din hoy chho.D ke sakhiyo.n ko tuu apanii galiyo.n ko tuu chalii re chalii re piyaa sa.ng chalii re rab se hai ye du_aa khush rahe tuu sadaa ho ga_ii ho ga_ii tuu paraa_ii re dhin taaNaa \threedots terii nathanii banno laakho.n kii terii meha.ndii banno laakho.n kii terii laalii banno laakho.n kii terii baalii banno laakho.n kii par teraa dil merii banno hai anamol anamol he dhin taaNaa \threedots % #endindian \endsong