% \startsong \stitle{o dekhaa maine saaraa jahaa.n ... o gorii tuu chalii kahaa.n}% \film{Khauff}% \year{2000}% \starring{Sanjay Dutt, manisha Koirala}% \singer{Kumar Sanu}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Mehboob}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % o dekhaa maine saaraa jahaa.n chalaa thaa mai.n yahaa.n vahaa.n o Dhuu.nDhaa tujhe kahaa.n kahaa.n dekho na aanaa pa.Daa yahaa.n shaam bhii hu_ii javaa.n milan kii hai.n mastiyaa.n muhabbat kii hai fizaa.n chho.D ke aisaa samaa.n o gorii tuu chalii kahaa.n u.Daa ke dil chalii kahaa.n o gorii tuu chalii kahaa.n churaa ke dil chalii kahaa.n jaanaa hai to jaa.n bhii le jaa zaraa o gorii gorii chalii kahaa.n chorii chorii chalii kahaa.n u.Daa ke dil chalii kahaa.n churaa ke dil chalii kahaa.n kabhii tuu din lage kabhii tuu raat hai o_e o_e o_e o_e o_e o_e tujhame.n kuchh baat hai he kabhii tuu din \threedots kabhii tuu sholaa hai aag bha.Dakaatii hai kabhii tuu shabanam hai pyaar barasaatii hai he o gorii tuu \threedots kisii se nazar milaa kisii se ye dil lagaa muhabbat kaa khel khel jaan kii baazii lagaa tuu apane pyaar se kisii kaa jiivan sajaa aane de aa_e qayaamat dil kii bastii basaa o gorii gorii tuu \threedots % #endindian \endsong