% \startsong \stitle{raajaa kii qaid me.n raanii hai ... Kauf}% \film{Khauff}% \year{2000}% \starring{Sanjay Dutt, Manisha Koirala}% \singer{Sukhvindar Singh, Jaspindar Narula, Chorus}% \music{Sajid Wajid}% \lyrics{Rani Malik}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mai.n gilaa tujhase karuu.n bhii to bhalaa kaise tujhako dekhuu.n to mohabbat terii yaad aatii hai aajakal duur rahuu.n yaa ki tere paas rahuu.n saa.Ns Dar Dar ke kaleje me.n aTak jaatii hai ye adbhut prem kahaanii hai ho raajaa kii qaid me.n raanii hai jaane ye kaisii chaahat hai ye kaisaa chaahane vaalaa hai ye jisake pyaar me.n paagal thaa usako paagal kar Daalaa hai ye ishq nahii.n aur ishq bhii hai ho yaa ishq me.n ko_ii be_iimaanii hai raajaa kii qaid me.n \threedots chup rahatii hai to Daratii hai kuchh kahatii hai to maratii hai ho ko_ii to aisii dahashat hai jo isakaa piichhaa karatii hai rishte to kab ke ulajh ga_e ho ik Dor magar sulajhaanii hai raajaa kii qaid me.n \threedots chehare pe Kauf aa.Nkho.n me.n Kauf saa.Nso.n me.n Kauf ho.nTho.n me.n Kauf kasamo.n me.n Kauf vaado.n me.n Kauf baaho.n me.n Kauf yaado.n me.n Kauf nii.ndo.n me.n Kauf khvaabo.n me.n Kauf dil me.n hai Kauf dha.Dakan me.n Kauf hai idhar Kauf hai udhar Kauf jis taraf jaa_e us taraf Kauf raajaa kii qaid me.n \threedots % #endindian \endsong