% \startsong \stitle{ai dil laayaa hai bahaar apano.n kaa pyaar kyaa kahanaa}% \film{Kyaa Kehnaa}% \year{1999}% \starring{Preity Zinta, Chandrachud Singh, Saif Ali Khan, Farida Jalal, Anupan Kher}% \singer{Hariharan, Kavita Subramaniam}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % %Part 1: % o o o ai dil laayaa hai bahaar apano.n kaa pyaar kyaa kahanaa mile ham chhalak uThaa khushii kaa khumaar kyaa kahanaa khile khile cheharo.n se aaj ghar hai meraa gul\-e\-gulazaar kyaa kahanaa khile khile cheharo.n se \threedots ham tum yuu.n hii milate rahe.n mahafil yuu.n hii sajatii rahe bas pyaar kii yahii ek dhun har subah\-o\-shaam bajatii rahe gale me.n mahakataa rahe pyaar bharii baaho.n kaa haar kyaa kahanaa khile khile cheharo.n se \threedots % %Part 3: % dil kaa ko_ii Tuka.Daa kabhii dil se judaa hotaa nahii.n apanaa ko_ii jaisaa bhii ho apanaa hai vo duujaa nahii.n yahii vo milan hai jo sachamuch hai dil kaa karaar kyaa kahanaa khile khile cheharo.n se \threedots kuchh apane hii tak yuu.n nahii.n ye hai savaal sabake li_e jiinaa hai to jag me.n jiyo banake misaal sabake li_e dekho kaisaa mahak rahaa pyaar bharii baaho.n kaa haar kyaa kahanaa khile khile cheharo.n se \threedots jo ho gayaa so ho gayaa logo.n se tuu Daranaa nahii.n saathii tere hai.n aur bhii duniyaa me.n tuu tanahaa nahii.n saamanaa kare.nge milake chaahe.n das ho.n chaahe.n das hazaar kyaa kahanaa khile khile cheharo.n se aaj jag hai meraa meraa gul\-e\-gulazaar kyaa kahanaa ho o ho o ai dil laayaa hai bahaar \threedots % #endindian \endsong