% \startsong \stitle{suuraj kab duur gagan se ... ye bandhan to pyaar kaa bandhan hai}% \film{Karan Arjun}% \year{1994}% \starring{Rakhi, Shahrukh Khan, Kajol, Salman Khan, Mamata Kulkarni}% \singer{Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ku \: suuraj kab duur gagan se cha.ndaa kab duur kiran se Kushbuu kab duur pavan se kab duur bahaar chaman se a \: ye bandhan to pyaar kaa bandhan hai janamo.n kaa sa.ngam hai u \: ye bandhan to \threedots a \: suuraj kab duur \threedots u \: Kushbuu kab duur \threedots a \: ye bandhan to \threedots a \: tum hii mere jiivan ho tumhe.n dekh dekh jii luu.ngii \-2 mai.n to tumhaarii khaatir duniyaa kaa zahar pii luu.ngii ku \: tere paavan charaNo.n me.n aakaash jhukaa de.nge ham terii raaho.n me.n jo shole ho.n to khud ko bichhaa de.nge ham a \: ye bandhan to \threedots u \: ye bandhan to \threedots mamataa ke ma.ndir kii hai tuu sabase pyaarii muurat \-2 bhagavaan nazar aataa hai jab dekhe.n terii suurat ku \: jab jab duniyaa me.n aa_e.n teraa hii aa.Nchal paa_e.n janmo.n kii diivaaro.n par ham pyaar apanaa likh jaa_e.n a \: ye bandhan to \threedots u \: ye bandhan to \threedots a \: suuraj kab duur \threedots tiino.n \: ye bandhan to \threedots % #endindian \endsong