% \startsong \stitle{laa.mbaa laa.mbaa ghuu.nghaT kaahe ko ... galatii mhaare se ho ga_ii}% \film{Karan Arjun}% \year{1994}% \starring{Rakhi, Shahrukh Khan, Kajol, Salman Khan, Mamata Kulkarni}% \singer{Alka Yagnik, Ila Arun}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % gupachup gupachup gupachup laa.mbaa laa.mbaa ghuu.nghaT kaahe ko Daalaa kyaa kahii.n kar aa_ii tuu mu.Nh kaalaa re kaano.n me.n batiyaa.n karatii hai.n sakhiyaa.n raat kiyaa re tuune kaisaa ghoTaalaa chhat pe soyaa thaa bahano_ii mai.n tanne samajh kar so ga_ii mujhako raaNaa jii maaf karanaa galatii mhaare se ho ga_ii vo bahano_ii thaa bahano_ii Thaharaa kyo.n na pahachaanaa tuune piyaa jii kaa cheharaa bahano_ii ne o.Dh rakhii thii chaadar mai.n samajhii piyaa kaa hai bistar aadhe bistar pe vo soyaa thaa aadhe pe mai.n so ga_ii mujhako raaNaa jii maaf \threedots diipak aTaarii pe jalataa to hogaa chhiTakii to hogii chhat pe cha.ndaniyaa apano paraayo nazar na aayo bhuul kaise ho ga_ii tujhase dulariyaa bhuul hu_ii mujhase to kaisaa achambhaa bahano_ii thaa piyaa jitanaa lambaa chuur thii mai.n din bhar kii thakan se pa.Date hii bistar pe so ga_ii mujhako raaNaa jii maaf \threedots soch rahe the ham sab jaisaa tuune kiyaa nahii.n kuchh vaisaa mukha.De pe tere sach kaa ujaalaa raat kiyaa nahii.n mu.Nh tuune kaalaa % #endindian \endsong