% \startsong \stitle{pa.nDit jii meraa haath dekhakar baat kaho mere haal kii}% \film{Khilaunaa}% \year{1996}% \starring{Aditya, Monica Bedi, Ayub Khan, Dinesh Anand, Siddhant Salaria}% \singer{Kavita Subramaniam, Bali Brahmbhat, Chorus}% \music{Naresh Sharma}% \lyrics{Satyendra Upadhyaya}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pa.nDit jii pa.nDit jii pa.nDit jii pa.nDit jii pa.nDit jii meraa haath dekhakar baat kaho mere haal kii ab tak saajana milaa nahii.n kyuu.n hu_ii mai.n solah saal kii mujhame.n kyaa ko_ii kamii hai aa.Nkhe.n kyaa hasii.n nahii.n hai kyaa gore gaal nahii.n hai.n yaa lambe baal nahii.n hai.n saaraa mohallaa baat kare merii hiranii jaisii chaal kii haay haay ab tak saajana milaa \threedots hari om mere saamane aa mujhe haath dikhaa kyaa ga.Daba.D hai pahale ye bataa hari om bhaagy tumhaaraa bahut ba.Daa hai janm sthaan me.n chandr pa.Daa hai chhaThe sthaan me.n guruu hai lekin Thiik saamane shani kha.Daa hai ##Oh no## vaise haath ke biich me.n rekhaa ba.Dii hai kamaal kii ##really## haa.N ab tak saajana milaa \threedots hari om samajh gayaa tujhe raahuu kii dashaa hai tujhe pyaar kaa rog lagaa hai suury prabal hai biich me.n pha.nsaa shukr akelaa pa.Daa hu_aa hai raahuu ma.ngal kaa jhaga.Daa hai ulajhan lafa.Daa hii lafa.Daa hai mushkil hai aisaa lagataa hai der abhii do saal kii aa re re re re ab tak saajana milaa \threedots pa.nDit jii mujhe na Taalo ko_ii to raah nikaalo raahuu ketuu shani ko ab to bas aap sa.mbhaalo hathelii me.n khujalii ho rahii hai kharch tho.Daa ba.Dh jaa_egaa chakr gati hai kaal kii khuub daxiNaa duu.ngii tujhako phikr karo mat maal kii ab tak saajana milaa \threedots hari om ab lo mai.n upachaar bataa duu.n ek nahii.n do chaar bataa duu.n jitanii ba.Dii daxiNaa hogii utanii jaldii achchhaa rogii piyaa milan kaa jaap karaa duu.n chaT ma.nganii paT byaah rachaa duu.n bhaagyavatii bhav putravatii bhav bhav ma.ngalamay aashiiSh dilaa duu.n jab fikar nahii.n hai maal kii to haathii gho.Daa paalakii jay jay kanhaiyaa laal kii hari om hari om % #endindian \endsong