% \startsong \stitle{naujavaano bhaarat kii taqadiir banaa do}% \film{Kundan}% \year{1955}% \starring{Sohrab Modi, Nimmi, Ulhas, Om Prakash}% \singer{Rafi}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11431 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % naujavaano naujavaano bhaarat kii taqadiir banaa do \-2 phuulo.n ke is gulashan se kaa.NTo.n ko haTaa do to.D ke saare jaal videshii kar lo desh ko apanaa rah jaa_e naa dekho adhuuraa ko_ii sundar sapanaa ghar me.n aag lagaa_e jo diipak usako bujhaa do phuulo.n ke is \threedots ham bhaarat ke vaasii kyo.n ho.n duniyaa me.n sharmindaa desh ke kaaraN maut bhii aa_e phir bhii rahe.nge zindaa jay\-jay hind ke naaro.n se dharatii ko hilaa do phuulo.n ke is \threedots apane saath hai kaise\-kaise balavaano.n kii shakti shrii javaahar laal kii himmat baapuu jii kii bhakti desh kaa jhaNDaa jag me.n uu.Nchaa karake dikhaa do phuulo.n ke is \threedots % #endindian \endsong