% \startsong \stitle{yaaro.n kaa yaar li_e nakhare hazaar li_e}% \film{Kaali Topi Laal Roomaal}% \year{1959}% \starring{Chandrashekhar, Shakeela, Kumkum, Agha, K N Singh}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10127 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: yaaro.n kaa yaar li_e nakhare hazaar li_e jaatii hai gorii bulaa_o re ko_ii \-2 aa \: ulajhe se baal vaalaa laal laal rumaal vaalaa \-2 chhe.De hai mohe bachaa_o re ko_ii \-2 ra \: de duu.Ngaa jaan mai.n to aaj terii chaah me.n \-2 dekho mai.n leT gayaa leT gayaa raah me.n \-2 aa \: haay naa ko_ii laaj naa sharam hai nigaah me.n \-2 raste kaa patthar haTaa_o re ko_ii ra \: yaaro.n kaa yaar li_e \threedots aa \: biich baazaar mere gale pa.D jaa_e hai \-2 chhoraa bekaar me.n diivaanaa banaa jaa_e hai \-2 ra \: majanuu.n kaa pyaar dekho lailaa Thukaraa_e hai \-2 lailaa ko majanuu.n banaa_o re ko_ii aa \: ulajhe se baal vaalaa \threedots ra \: phir ek baar gorii dekh zaraa phir ke \-2 nakharo.n kii bhii.D me.n mai.n rah gayaa ghir ke \-2 aa \: oy tho.Dii sii duur chalaa ruk gayaa phir se \-2 chhaka.De ko moTar banaa_o re ko_ii ra \: yaaro.n kaa yaar li_e \threedots % #endindian \endsong