% \startsong \stitle{priit ke ba.ndhan me.n ... un par kaun kare jii vishvaas}% \film{Kavi Kaalidaas}% \year{1959}% \starring{Bharat Bhushan, Nirupa Roy, Anita Guha}% \singer{Rafi, Lata}% \music{S N Tripathi}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10325 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % priit ke ba.ndhan me.n la \: un par kaun kare jii vishvaas \-2 ki_e bha.Nvaro.n kaa bhes phire kaliyo.n ke des kare rasiyaa jo ghar\-ghar vilaas un par kaun kare \threedots ra \: o ye to jug\-jug kii hai pyaas \-2 jise bha.Nvaraa bujhaa_e kalii\-kalii paas aa_e kare puurii adhuurii jo aas ye to jug\-jug kii \threedots la \: ras ke lobhii chain na paa_e.N ulaTe apanii pyaas ba.Dhaa_e.N ik pyaalii se jo priit lagaa_e.N janam\-janam kii pyaas bujhaa_e.N jaise dharatii aur aakaash o jaise dharatii aur aakaash jab dono.n mile to saarii sR^iShTi hile chhaa_e patajha.D me.n bhii madhumaas un par kaun kare \threedots ra \: suuraj hai ek usakii kiraNe.n hazaar hai.n sarajan haaraa hai use kaN\-kaN se pyaar hai ba.ndhan me.n priit ke kab vo laachaar hai vo kamalinii ke man kaa si.ngaar hai kare ghar\-ghar me.n vo prakaash \-2 usakaa hR^iday vishaal usame.n navayug kii jvaal nav\-jiivan bharii usakii shvaa.ns ye to jug\-jug kii \threedots % #endindian \endsong