% \startsong \stitle{saajanaa din bahure hamaare}% \film{Khel}% \year{1950}% \starring{Nigar, Nargis, Dev Anand, Hafeez Jahaan, Anwarm Murad}% \singer{Geeta}% \music{Sajjad}% \lyrics{Aarzoo Lakhnavi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12293 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % saajanaa din bahure hamaare \-2 pyaase aa pahu.Nche nadiyaa kinaare saajanaa din bahure hamaare kaamanaa_o.n me.n bechainii aa_ii \-2 man kii komal kalii musakaa_ii ham kahaa.N tum kahaa.N \-2 aur ye pyaaraa samaa.N ha.Nse Kaabo.n ke chamake sitaare saajanaa din bahure hamaare ( khel chaahat kaa khel ye hai man kii kulel ba.De itanaa to mel ) \-2 manjhe cha.Dh jaaye bel \-2 tum hamaare bano.n ham tumhaare saajanaa din bahure hamaare phir kahaa.N aisii raate.n suhaanii \-2 phir kahaa.N ye machalatii jawaanii man kii maujo.n me.n zor \-2 prem\-nadiyaa kaa shor aaj mil jaaye.n do bahate dhaare saajanaa din bahure hamaare \-2 saajanaa % #endindian \endsong %