% \startsong \stitle{hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai}% \film{Khel}% \year{1950}% \starring{Nigar, Nargis, Dev Anand, Hafeez Jahaan, Anwarm Murad}% \singer{G M Durrani}% \music{Sajjad}% \lyrics{Bahzad Lakhnavi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12294 [V S Rawat], 23/01/2004 % Credits: U.V. Ravindra % \printtitle #indian % hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai \-2 ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai \-2 ( bahut un ko chaahaa ke apanaa banaaye.n apanaa banaaye.n ) \-2 muqadaar ko lekin gawaaraa nahii.n hai hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai muhabbat me.n aisaa ko_ii din na guzaraa \-2 jise ham ne ro kar guzaaraa nahii.n hai hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai ( na Kuu.n jaan de\-de wo qisamat kaa maaraa qisamat kaa maaraa ) \-2 zamaane me.n jis kaa sahaaraa nahii.n hai hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai % #endindian \endsong %