% \startsong \stitle{zaraa sii aur pilaa do bha.ng ... o jai bam-bholaa}% \film{Kaajal}% \year{1965}% \starring{Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini}% \singer{Asha, Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12088 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ra : ( zaraa sii aur pilaa do bha.ng mai.n aayaa dekh ke aisaa ra.ng ke dil meraa Dolaa o jai bam\-bholaa ) \-2 aa : merii to akal hu_ii hai da.ng ye kaisaa badalaa teraa Dha.ng ke tuu thaa bholaa ra : o jai bam\-bholaa mujhe samajh na tuu bairaagii maine aaj tapasyaa tyaagii uu.n huu.N uu.n huu.N aa : e he e he ra : mujhe samajh na tuu bairaagii maine aaj tapasyaa tyaagii tere ruup kaa jhaTakaa khaa ke merii so_ii jawaanii jaagii \-2 aa : jaa haT jaa pare mala.ng kare kyuu.N biich sabhii ke ta.ng ke tuu thaa bholaa ra : o jai bam\-bholaa ra : zaraa sii aur pilaa do bha.ng mai.n aayaa dekh ke aisaa ra.ng ke dil meraa Dolaa o jai bam\-bholaa ra : mere dil se nikale haay gorii kyuu.N nakhare dikhalaaye e.n huu.N e.n huu.N aa : e he e he ra : e.n huu.N e.n huu.N aa : jaa jaa ra : mere dil se nikale haay gorii kyuu.N nakhare dikhalaaye zaraa ha.Ns ke gale se lag jaa tujhe kwaaraa pyaar bulaaye \-2 aa : tere tan par cha.D gayaa za.ng yuu.n hii ab kyuu.N chha.Dakaaye a.ng ke tuu thaa bholaa ra : o jai bam\-bholaa ra : zaraa sii aur pilaa do bha.ng mai.n aayaa dekh ke aisaa ra.ng ke dil meraa Dolaa o jai bam\-bholaa % #endindian \endsong