% \startsong \stitle{tuu kaalaa mai.n gorii balam torii morii bhalaa ab}% \film{Light House}% \year{1958}% \starring{Ashok Kumar, Nutan, Nigar, Johny Walker}% \singer{Rafi, Asha}% \music{N Dutta}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10292 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa \: tuu kaalaa mai.n gorii balam torii morii bhalaa ab kaise jamegii ra \: jaise chaa.Nd\-chakorii pata.ng aur Dorii sadaa ab aise jamegii ko \: o ab aise jamegii \threedots aa \: mai.n alabelii naar navelii aa_ii huu.N koso.n chal ke a.ng\-a.ng se mastii Tapake nainan se madiraa chhalake chalate raahii ruk jaa_e.N jab aa.Nchal moraa Dhalake mujhase aa.Nkh milaanaa ho to aanaa ruup badal ke ko \: o bhalaa ab kaise jamegii \threedots ra \: ye duniyaa ye duniyaa vaale sabake sab hai.n paajii dilavaalo.n ke biich me.n yuu.N hii ban jaate hai.n kaajii naa khele.n naa khelane.n de.n bekaar bigaa.De.n baazii in sabako chuulhe me.n Daalo tum raazii ham raazii ko \: o sadaa ab aise jamegii \threedots aa \: runajhun moraa ka.nganaa baaje chhunachhun paayal bole is paayal kii chhanan\-chhanan par laakho.n kaa dil Dole jahaa.N bhii jaa_uu.N dilavaalo.n kaa jamaghaT piichhe ho le kuchh sharamaa ke kuchh ghabaraa ke dil moraa yuu.N bole ko \: bhalaa ab kaise jamegii \threedots % #endindian \endsong