% \startsong \stitle{aa Tiin kanastar piiT\-piiT kar galaa phaa.D kar chillaanaa}% \film{Love Marriage}% \year{1959}% \starring{Dev Anand, Mala Sinha}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10872 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % aa Tiin kanastar piiT\-piiT kar galaa phaa.D kar chillaanaa yaar mere mat buraa maan ye gaanaa hai na bajaanaa hai Tiin kanastar piiT\-piiT kar \threedots naach ke badale kamar nachaanaa uchhal ke sarkas dikhalaanaa bhuul hai terii tuu samajhaa hai duniyaa paagalakhaanaa hai Tiin kanastar piiT\-piiT kar \threedots udhar se lekar idhar jamaa kar kab tak kaam chalaa_oge kisakaa rahaa zamaanaa ik din mahafil se uTh jaa_oge \-2 nakal kaa dha.ndhaa chal nahii.n sakataa ik din to pachhataanaa hai yaar mere mat buraa \threedots bhuul gayaa tuu taanasen kii taan yahii par guu.Njii thii sur ke jaaduugar baijuu kii shaan yahii.n par guu.Njii thii mar ke amar hai sahagal usakaa har ko_ii diivaanaa hai har ko_ii diivaanaa hai mar ke amar hai sahagal usakaa yaar mere mat buraa \threedots % #endindian \endsong