% \startsong \stitle{nii.nd nigaaho.n kii kho jaatii hai mohabbat}% \film{Lutera}% \year{1965}% \starring{Prithviraj Kapoor, Dara Singh, Nishi}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10986 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % nii.nd nigaaho.n kii kho jaatii hai kyo.nki javaanii me.n ho jaatii hai mohabbat \-4 aur mohabbat jo ho jaatii hai jaan hii jaatii hai so jaatii hai mohabbat \-4 duniyaa se judaa_ii kii baate.n \-2 guzarii hai.n ka_ii aisii raate.n jab chaa.Nd sitaare bhii so_e rahe ham unake Kyaalo.n me.n kho_e rahe hamako jagaa ke ye so jaatii hai kyo.nki javaanii me.n \threedots nazaro.n se lapakate hai.n shole \-2 jal jaataa hai dil haule\-haule ikaraar karo ki inkaar karo chupachaap raho ki izahaar karo baat ye honii hai ho jaatii hai kyo.nki javaanii me.n \threedots qasame.n naa uThaa_e zamaanaa \-2 kyo.nki mushkil daaman chhu.Daanaa har ek qasam dekho TuuT ga_ii ye jo aap hii unase ruuTh ga_ii aap manaane ko lo jaatii hai kyo.nki javaanii me.n \threedots % #endindian \endsong