% \startsong \stitle{mohabbat kii duniyaa me.n barabaad rahanaa}% \film{Lakeeren}% \year{1954}% \starring{Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Pran, Tiwari, Cuckoo}% \singer{Geeta, Talat}% \music{Hafiz Khan}% \lyrics{Shevan Rizvi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11933 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % gii \: mohabbat kii duniyaa me.n barabaad rahanaa magar kuchh naa kahanaa mohabbat kii duniyaa me.n zamaane ke ye dukh\-o\-dard ha.Ns\-ha.Ns ke sahanaa magar kuchh naa kahanaa mohabbat kii duniyaa me.n ta \: mere dil kaa shiishaa agar TuuT jaaye aur haatho.n se daaman teraa chhuuT jaaye daaman teraa chhuuT jaaye gii \: to Kud ban ke aa.Nsuu in aa.Nkho.n se bahanaa \-2 magar kuchh naa kahanaa mohabbat kii duniyaa me.n ta \: sunaa_uu.N kise apane Gamo.n kaa fasaanaa \-2 dhu_aa.N de rahaa hai meraa aashiyaanaa meraa aashiyaanaa gii \: tamaashaa samajh kar tuu ha.Nsii pal (?) hii rahanaa \-2 magar kuchh naa kahanaa mohabbat kii duniyaa me.n ta \: bigaa.Daa thaa maine bhalaa kyaa kisii kaa \-2 jo luuTaa gayaa yuu.N chaman zindagii kaa yuu.N chaman zindagii kaa gii \: hai duniyaa me.n rahanaa to Gam yuu.N hii sahanaa \-2 magar kuchh naa kahanaa mohabbat kii duniyaa me.n % #endindian \endsong