% \startsong \stitle{pyaar kisii se kab hotaa hai ... pyaar kaa matalab rab hotaa hai}% \film{Maina}% \year{1992?}% \starring{}% \singer{Anuradha Paudwal, Vipin}% \music{Naresh Sharma}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pyaar kisii se achchhaa kab hotaa hai kab hotaa hai jab honaa ho tab hotaa hai pyaar kaa matalab kyaa hotaa hai pyaar kaa kyaa matalab hotaa hai pyaar kaa matalab rab hotaa hai pyaar kisii se \threedots hamako kisii kii kahaanii sunaa do chaahat me.n hotaa hai kyaa kyaa bataa do jab bhii kisii ko ye rog lag jaa_e saarii saarii raat use nii.nd naa aa_e pyaar me.n kabhii bhii aisii aahe.n na bharanaa taubaa merii taubaa mujhe pyaar nahii.n karanaa shaam savere aahe.n bharate hai.n o ho pyaar me.n jiite aur marate hai.n kyo.n marate hai.n jo na zamaane se Darate hai.n pyaar vahii dil se karate hai.n pyaar kisii se \threedots jaane kahaa.n dil khone lagaa hai kuchh kuchh mujhe bhii hone lagaa hai aa_o zaraa aa_o mere gale lag jaa_o apane diivaane ko na aise ta.Dapaa_o dil me.n tumhaare kyaa hai mujhako pataa hai chho.Do baabaa chho.Do mujhe Dar lagataa hai yahii adaa_e.n kaun sii mujhako lubhaa_e.n sach mere jiyaa kaa kyaa chain churaa_e.n jhuuThe terii baate.n mujhe sataa_e.n miiThaa miiThaa dard jagaa_e.n miiThaa dil me.n dard jagaa_e.n pyaar kisii se \threedots raah\-e\-vafaa me.n chal ke to dekho baaho.n me.n aa ke machal ke to dekho ho mai.n bhalaa aise kaise kar luu.n bharosaa vaadaa karo doge kabhii na mujhe dhokhaa tuu jo kahegii vahii ye kahegaa teraa ye diivaanaa tere dil me.n rahegaa chalo jii kahaa.n chale.n yuu.n naa baat banaa_o kaun sii baat aise na meraa kyaa dil dha.Dakaa_o achchhaa duur hii baiTho paas na aa_o mujhe na aise haath lagaa_o pyaar kisii se \threedots % #endindian \endsong