% \startsong \stitle{jab jab pyaar sadaa_e.n degaa tumako diivaanaa banaa ke ... miit mere man ke}% \film{Marte Dam Tak}% \year{1987}% \starring{Rajkumar, Govinda, Farha, Naaz, Shakti Kapoor, Om Puri, Paresh Raval}% \singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}% \music{Ravindra Jain}% \lyrics{Ravindra Jain}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jab jab pyaar sadaa_e.n degaa tumako diivaanaa banaa ke tab tab tumako aanaa hii hogaa miit mere man ke miit mere man ke aramaano.n kii dharatii pe mandir sapano.n kaa banaa tum muurat ban jaa_o to puuraa ho sapanaa pyaar puujaa bane tum raho saamane saath ham tum rahe.n jism\-o\-jaa.n ban ke jab jab pyaar \threedots nafarat kaa tuufaa.n ko_ii ye sa.nsaar uThaa_e naa rasmo.n kii diivaare.n kahii.n raah me.n aa_e.n naa pyaar jab ho javaa.n jal uThaa hai jahaa.n saath hai.n Dolate diye me.n ulajhan ke o jab jab pyaar \threedots tuufaano.n ke Dar se ham yuu.n majabuur nahii.n ho.nge miT jaa_e.nge pyaar se duur nahii.n ho.nge ye hai vaadaa sanam ha.Ns ke jhele.nge ham vo khushii ho yaa Gam saare jiivan ke jab jab pyaar \threedots % #endindian \endsong