% \startsong \stitle{merii nigaah ne kyaa kaam ... jhuuThe zamaane bhar ke}% \film{Musaafirkhaanaa}% \year{1955}% \starring{Shyama, Karan Deewan, Gop, Johny Walker, Shammi, Kumkum, Om Prakash}% \singer{Rafi, Nirmala}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10535 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: merii nigaah ne kyaa kaam laajavaab kiyaa ki tujhako laakho.n me.n i.ntaKaab kiyaa ni \: jhuuThe zamaane bhar ke haay jaaduu kaisaa Daar ga_e mope niichii nazar kar ke ra \: jiite hai.n mar\-mar ke haay aise do na hame.n gorii Tuka.De jigar kar ke ni \: mai.n beqaraar nahii.n pyaar kii nazar ke li_e ki tere tiir bahut hai.n mere jigar ke li_e ra \: yahaa.N bhii dard\-e\-jigar kaa ilaaj kaun kare bas ik nazar terii kaafii hai umr bhar ke li_e ni \: jhuuThe zamaane bhar \threedots jab se tuune mere dil kaa chaman aabaad kiyaa jab chalii Tha.nDii havaa maine tujhe yaad kiyaa ra \: ham to kahate hii nahii.n kuchh magar ai jaan\-e\-jahaa.N log kahate hai.n ki tuune hame.n barabaad kiyaa ni \: jhuuThe zamaane bhar \threedots yaqiin hamako na ulfat kaa tum dilaa_o zaraa ab aise dekh ke hamako na muskuraa_o zaraa ra \: chalo nahii.n hai tumhe.n hamase vaastaa na sahii dha.Dakate dil ko sa.mbhaalo nazar uThaa_o zaraa ni \: jhuuThe zamaane bhar \threedots % #endindian \endsong