% \startsong \stitle{tho.Daa saa dil lagaa ke dekh ... tar ram pam pam}% \film{Musaafirkhaanaa}% \year{1955}% \starring{Shyama, Karan Deewan, Gop, Johny Walker, Shammi, Kumkum, Om Prakash}% \singer{Rafi, Shamshad}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10534 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sha \: tho.Daa saa dil lagaa ke dekh ra \: tar ram pam pam sha \: naino.n se muskuraa ke dekh ra \: tar ram pam pam sha \: meraa na ban sake agar apanaa hame.n banaa ke dekh ra \: tar ram pam pam sha \: dha.Dakan me.n tere li_e naGame.n bahaaro.n ke hai.n dil ke Kazaane saare apane hii pyaaro.n ke hai.n aa mere dil me.n aa ke dekh ra \: tar ram pam pam sha \: naino.n se muskuraa \threedots sha \: ha.Nsane kii baat kar le Gam ke fasaane se kyaa ulfat se jholii bhar le tujhako zamaane se kyaa duniyaa kaa Gam bhulaa ke dekh ra \: tar ram pam pam sha \: naino.n se muskuraa \threedots sha \: kuchh bhii kahe zamaanaa laa na mail pyaare maujo.n se Dagamagaa ke dekh ra \: tar ram pam pam sha \: naino.n se muskuraa \threedots % #endindian \endsong