% \startsong \stitle{mai.n huu.N ##Mister Johny## maine sab mulqo.n}% \film{Maai Baap}% \year{1957}% \starring{Johny Walker, Balraj Sahni, Shyama, Nazir Husain, Meenu Mumtaz}% \singer{Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10528 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mai.n huu.N ##Mister Johny## maine sab mulqo.n kaa piyaa hai paanii saarii duniyaa ghuum\-ghaam ke banaa huu.N hindustaanii tum puuchhoge kyo.n mai.n abhii bataataa huu.N mai.n huu.N ##Johny## ba.Daa tuufaanii mai.n ##Johny## ba.Daa tuufaanii ek mulq kii suno kahaanii milii vahaa.N ik husn kii raanii jab tak thaa kaladaar jeb me.n tab tak thii har baat suhaanii ik din bolii suno sanam maal hazam aur khel khatam chalii ga_ii vo mujhe chho.D kar dekar Tha.nDaa paanii mai.n huu.N ##Mister Johny## \threedots duuje mulq gayaa mai.n yaar mil ga_ii ik baa.Nkii sarakaar Kuub hu_aa pahale to pyaar baad me.n mujhako hu_aa bukhaar ik din bolii ##johny## yaar ham jaataa tum hai biimaar saath kisii ke bhaag ga_ii vo dekar Tha.nDaa paanii mai.n huu.N ##Mister Johny## \threedots tiije mulq kaa dekho pol mil ga_ii ##madam## TaalamaTol dekh ke usakaa pyaaraa mukha.Daa mai.n to hu_aa Daa.NvaaDol choro.n kii vah saathii nikalii kar ga_ii meraa bistar gol saaraa maal u.Daa kar le ga_ii dekar Tha.nDaa paanii mai.n huu.N ##Mister Johny## \threedots ##johny## hindustaan me.n aayaa dekhii champaa dil lalachaayaa jaa ke milaa usakii ammaa se shaadii kaa paiGaam Tikaayaa ho ga_ii shaadii mil ga_ii champaa das bachcho.n kaa baap kahaayaa usakaa sachchaa pyaar dekh kar ban gayaa huu.N hindustaanii dekar Tha.nDaa paanii mai.n huu.N ##Mister Johny## \threedots % #endindian \endsong