% \startsong \stitle{jhuum\-jhuum ke do diivaane gaate jaa_e.N galii\-galii}% \film{Mastaanaa}% \year{1954}% \starring{Motilal, Nigar Sultana, Kuldeep Kaur, Sundar, Chandrashekhar, Gop}% \singer{Rafi, Laxmi Shankar}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10581 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jhuum\-jhuum ke do diivaane gaate jaa_e.N galii\-galii apanii dhun me.n mastii kaa paiGaam sunaa_e.N galii\-galii \-2 ( duniyaa vaalo.n ) \-2 ye duniyaa hai bastii kisake baap kii aaj agar hai kal naa hogii yahaa.N zaruurat aap kii \-2 jhuum\-jhuum ke \threedots naa jaane ye muurakh duniyaa paise kii kyo.n daas hai chaar roTiyaa.N ek la.ngoTii baaqii sab baqavaas hai \-2 jhuum\-jhuum ke \threedots aag peT kii kyaa\-kyaa maa.Nge roTii ke do Tuka.De ba.De log phir kyo.n karate noTo.n ke sau Tuka.De diivaane ko mastaane ko baat ye dil kii kahane do mahalo.n vaalo.n mahal ke niiche kuTiyaa ko bhii rahane do \-2 jhuum\-jhuum ke \threedots % #endindian \endsong