% \startsong \stitle{kaa.NTo.n me.n rahane vaale kaa.NTo.n se kyaa}% \film{Matlabi Duniya}% \year{1961}% \starring{Asha, Ananth Kumar}% \singer{Mukesh}% \music{Jayanti Joshi}% \lyrics{Ramesh Gupta}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10262 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: Independatly posted by Srinivas Ganti % \printtitle #indian % kaa.NTo.n me.n rahane vaale kaa.NTo.n se kyaa Dare.nge \-2 ha.Ns\-ha.Ns ke aafato.n kaa ham saamanaa kare.nge \-2 kaa.NTo.n me.n rahane \threedots har haal me.n Kush huu.n mai.n kuchh bhii nahii.n kahanaa hai jis haal me.n rakhe tuu us haal me.n rahanaa hai minnat nahii.n kare.nge hamase na tuu ye kahanaa o aasamaan vaale Gafalat me.n tuu na rahanaa tere hii faisale ko ma.nzuur ham kare.nge kaa.NTo.n me.n rahane \threedots Thokare.n khaa\-khaa ke ik din Kaaq me.n mil jaa_e.nge par tere zulm\-o\-sitam ham na zubaa.N par laa_e.nge maranaa to ik din hai Darane se faayadaa kyaa shikavaa gilaa kisii ko karane se faayadaa kyaa rakhaa hai soch hamane ha.Nsate hu_e mare.nge \-2 kaa.NTo.n me.n rahane \threedots % #endindian \endsong