% \startsong \stitle{apane ki_e pe ko_ii pashemaan ho gayaa}% \film{Mehndi}% \year{1958}% \starring{Jayshri, Ajit, Veena, Kumar}% \singer{Lata}% \music{Ravi}% \lyrics{Khumar Barabankwi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10714 [V S Rawat] % \printtitle #indian % apane ki_e pe ko_ii pashemaan ho gayaa lo aur merii maut kaa saamaan ho gayaa aaKir ko ra.ng laa_ii.n merii begunaahiyaa.N mujhako sataa ke vo bhii pareshaan ho gayaa lo aaj merii maut \threedots kyaa raaz hai ki aa.Nkh milaa lii huzuur ne kyo.n aaj mujh Gariib pe ehasaan ho gayaa lo aaj merii maut \threedots ye bahakii\-bahakii baate.n ye bazm ye adaa ye aaj kyaa tujhe are naadaan ho gayaa lo aaj merii maut \threedots % #endindian \endsong