% \startsong \stitle{na ye chaa.Nd hogaa na taare rahe.nge}% \film{Shart}% \year{1954}% \starring{Deepak, Shyama}% \singer{Hemant / Geeta}% \music{Hemant}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Malini Kanth % Surajit A Bose % Editor: Vinay P Jain % \printtitle #indian % ##This is the Indian version. Lyrics of the Pakistani version are also available on this site.## ##Hemant Kumar## aa.a.a na ye chaa.Nd hogaa na taare rahe.nge magar ham hameshaa tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... bichha.Dakar chale jaae.N tumase kahii.n to ye naa samajhanaa muhabbat nahii.n jahaa.N bhii rahe.n ham tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... zamaanaa agar kuchh kahe bhii to kyaa magar tum na kahanaa hame.n bevafaa tumhaare li_e hai.n tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... ye hogaa sitam hamane pahale na jaanaa banaa bhii na thaa jal gayaa aashiyaanaa kahaa.N ab muhabbat ke maare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... ---- ##Geeta Dutt## aa.a.a na ye chaa.Nd hogaa na taare rahe.nge magar ham hameshaa tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... nazar Dhuu.NDhatii thii jise paa liyaa hai ummiido.n ke phuulo.n se daaman bharaa hai ye din hamako sab din se pyaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... kahuu.N kyaa mere dil kaa aramaan kyaa hai tumhe.n har gha.Dii chuumanaa chaahataa hai kahaa.N tak bhalaa jii ko maare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... sahaaraa mile jo tumhaarii ha.Nsii kaa bhulaa de.nge ham saaraa Gam zindagii kaa tumhaare li_e hai.n tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... % #endindian \endsong %