% \startsong \stitle{na ye chaa.Nd hogaa na taare rahe.nge}% \film{Sassi (Pakistan)}% \year{1954}% \starring{Sabiha Khanum, Asha Posley, Sudhir}% \singer{Kausar Parveen, Pukhraj Pappu}% \music{G A Chishti}% \lyrics{Aziz Meerthi}% % % Contributor: Surajit A Bose % Transliterator: Surajit A Bose % Editor: Vinay P Jain % \printtitle #indian % ##This is the Pakistani version. Lyrics of the Indian version are also available on this site.## na ye chaa.Nd hogaa na taare rahe.nge magar ham hameshaa tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... na tum miit na mere Gam kaa fasaanaa sulagataa rahaa pyaar kaa aashiyaanaa kahaa.N ab tere Gam ke maare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... tumhe.n hamane dekhe binaa dil diyaa hai tumhe.n pyaar Khwaabo.n me.n hamane kiyaa hai tumhaare li_e hai.n tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... tumhe.n chuumanaa chaahatii hai.n nigaahe.n na chho.De.n ye daaman tumhaaraa ye baa.Nhe.n hamaare ho tum ham tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa ... % #endindian \endsong %